Murli Manohar, Brij ke
Dhrohar.Wo Nandlala Gopala,
Bansi Ki Dhun Par Sabke Dukh HarneWala.
Sab Milkar Machaye Dhoom Ki Krishna Ane Wala Hai,
Happy Krishna Janmashtami
Krishna k kadmo pe kadam badate chalo.
Ab murli nahi to citi bajate chalo.
Radha to ghar wale dilayenge hi magar tab tak gopiya patate
chalo!
Happy Janmashtami
krishna jinka nam, gokul jinka dham,
ase SHREE KRRISHN bhagwan ko,
ham sab ka pranam.
JANMAASTMI KI SHUB KAMNAYE.
Jay Shree Krishna
Chandan ki khusbu,Resham ka haar,
Bhado ki shugandh, Barish ki fhuhaar,
Dil ki ummide, Apno ka pyar...
Mangalmay ho aapko Sri Kirshna Janmashtmi ka tyohar.
Happy Janmashtami
May Lord Krishna come to your house & take away all ur Makhan -
Mishri with all ur worries & sorrows.His blessings on u & ur
family.
Happy Krishna Janmashtami
Maakhan chorr hai aayo, Yashomati Maiya ka nandlala, Dharti pe
bhagwan ka avataar hai aoyo,
Harne Kans jaise papi ko Karne kalyan Dharti maa ka.. Sheshnaag
ki chatra me wo hai aayo, Banke Kanha makhan chor hai aayo,
Happy Krishna Janmashtami
Maakhan khave, Shor machave Gopiyon ke sang Raas rachave,
Murli bajake Mann harshave hai Natkhat Nand Gopal...
Wish U A very Happy Janmashtmi.. Jai Shri Krishna
Radha ki bhakti, Murli ki mithas,
Maakhan ka swaad aur Gopiyo ka raas,
Inhi sabse milke banta hai Janmashtami ka ye din khas.
Happy Janmashtami
Dahi ki handi,
Baris ka fuhar,
Makhan churane aaye nandlal,
Mubarak ho aapko janmastami ka tyohar.
Chandan ki Khushbu, Resham ka Haar,
Sawan ki sugandh Barish ki fuhar.
Radha ki Ummid KANHAIYA ka pyar. Mubarak Ho apko Janmasthmi Ka
Tyohaar!!