Maa ki jyoti se noor
milta hai,
sabke dilo ko shurur milta hai,
jo bhi jatahai MAA ke dwar,
kuch na kuch jarur milta hai.
"SHUBH NAVRATRI"
JO JATA HAI maa ke dwar,
use milta hai Maa ka Pyar.
Pyar se jo kahta JAI MATA DI...
use Mill hi jate hai kisi na kisi Roop mae unke dedar.
Jay Mata Di
Chandan Ki Khushbu Resham Ka Haar,
Saawan Ki Sugandh Baarish Ki Fuhar,
Radha Ki Ummide Kanhaiya Ka Pyar,
Mubarak Ho Apko NAVRATRI Ka Tyohar.
Lakshmi ka hath ho
Saraswati ka sath ho
Ganesh ka niwas ho
Aur maa durga ke aashirwad se
Aapke jeevan mai prakash hi prakash ho!
‘Happy Navratri’
Pyar ka tarana uphar ho
Khushiyo ka nazrana beshumar ho
Na rahe koi gam ka ehsas
Aisa navratra utsav is saal ho!
Happy Navratra!
Jai Maa Durge!
Jai Maa Ambe!
Jai Maa Jagdambe!
Jai Maa Bhawani!
Jai Maa Sheetla!
Jai Maa Vaishno!
Jai Maa Chandi!
Mata Rani meri aur apki manokamna puri karey
Jai Mata di!
Ramji ki mahima
Sita maa ka dhairya
Lakshmana ji ka tej aur
Bharat ji ka tyaag
hum sabko jeevan ki seekh deta rahey.
Happy Chaitra Navratri.
Maa durga humein sarvshreshtha banne ka
Saahas-ichha-dhairya pradan kare.
Unki aseem kripa hum par bani rahe!
Apko aur apke parivar ko
Navratri ki shubhkamnaye
N-Nav Chetna
A-Akhandjyoyi
V-Vighnanasak
R-Ratjageshwari
A-Ananddayi
T-Trikaldarshi
R-Rakshankarti
A-Anandmayi
May MAA DURGA Bless U Happy Navratri.