Humare india ko aazad hue 61 saal ho gaye
phir bhi NO PROGRESS why?
Malum kyu?
Kyuki aaj bhi india ki bholi janta humara sms padh rahi hai
Happy Republic Day


Ye baat hawao ko bataye rakhna ,
Roshni hogi chirago ko jalaye rakhna ,
Lahu dekAr jiski hifazat humne ki...
aise TIRANGE ko sada Dil me basaye rakhna.
Happy Republic Day


aaj main aap se apne dil ki bat kahna chahata hun,
han wohi 3 alfaz jo aap sunna chahte hai,
wo hi 3 alfaz jo aap k dil ko chhu le...
***HAPPY REPUBLIC DAY***

zuban se,
Na nigahon se,
Na dimag se,
Na rango se,
Na greeting se,
Na gift se,
Aapko “Happy Republic Day” direct dil se
Happy Republic Day
Wishing You A Wonderful
Super-Duper - Zabardast
Xtra-Badiya - Xtra Special
Ekdum Mast n Happy
Bole To Ekdum Jhakaas
*Happy Jai Hind Republic Day*
Azad BHAARAT ke Nalayako,
Aaj agar Valentine day hota to message box overflow hota.
Chalo utho
Or sab ko 26 Jan ki Shubhkamnaye do.

Tairna hai to samandar me tairo,
nadi naalon me kya rakha hai,
Pyar karna hai to watan se karo...
in bewafa ladkion me kya rakha hai
Happy republic day


Gandhi swapna jab satya bana,
Desh tabhi jab gantantra bana,
Aaj fir sae yaad kare woh mehnat,
Jo thi ki veero ne,aur bharat gantantra bana.
Gantantra Divas Ki Shubhkamnayen















 
Make a Free Website with Yola.