Dard kafi hai bekhudi ke liye,
maut zaroori hai zindagi ke liye,
kaun marta hai kisi ke liyae
hum to zinda hai
sirf aap jaise dosto ke liye!!
………………………………………………..
Phool khilte rahein zindgi ki raah mein
hassi chamakti rahe aapki nigaah mein
kadam kadam par mile khushi ki bhaar aapko
dil deta hai yehi dua baar-baar aapko
………………………………………………..
Apne kya socha paigam nahi ayega,
socha k ye dost bhul jayega,
ye tho ada hai hamari satane ki
varna itna pyara dost kaun khona chahega
………………………………………………..
Apko mis karna rozki bat hai
Apko yad karna adat ki bat hai
Apse dur rehna ulfat ki bat hai
Magar ap jaise dost pana kismat ki bat hai
………………………………………………..