1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 Din gujar gaya hai intejaar mein, raat gujar gayi intejaar mein, Naya saal mubarak ho aapko, 2006 beet gaya aapke SMS ke intejar mein. Sabke Dilo mein ho sabke liye Pyar, Aanewala har din laye Khushiyon ka Tyohar, Es ummid k sath aao bhulke sare Gum, New Year 2007 ko Hum Sab kare WELCOME Es Naye Saal mein Jo tu chahe wo tera ho, Har din khubsoorat aur ratein roshan ho, Kamiyabi chumte rahe tere kadam humesha yaar, Naya Saal Mubarak ho tujhe mere yaar. Beet gaya jo saal,Bhul jaayein, Beet gaya jo saal,Bhul jaayein, Es Naye Saal ko Gale lagayein, Karte hai dua hum Rab se sar jhukake... Es Saal k Sare Sapne pure ho Aapke. *NAYA SAAL MUBARAK* Purana saal sabse ho raha hai door, Purana saal sabse ho raha hai door, Kya karein yahi hai kudrat ka dastoor, Purane yaadein sochkar udaas na ho tum, Naya saal aaya hai chalo... DHOOM MACHALE, DHOOM MACHALE DHOOM!! Chritmas ka yeh pyara tyohaar jeevan mein laye khushiyan apaar santa clause aaye aapke dwar, subhkamna hamari kare sweekar. Chritmas ka yeh pyara tyohaar jeevan mein laye khushiyan apaar, santa clause aaye aapke dwar, subhkamna hamari kare sweekar. Merry Christmas. Mubarak naam hai tera, mubarak Eid ho tujko, jise tu dekhna chahe usi ki deed ho tujko EiD MuBaRaK. Koi itna Chahe Tumhe to batana, Koi tumhare itne Naaz uthaaye to Batana, EID MUBARAK to har koi Keh dega tumse, Koi Hamari tarah kahey to batana. Jub kabi bin mange app per khushion ki bersaat ho, jub kabi app ka dil anjaani khushi se betaab ho, to samaj lena koi aap ko duaon main yaad ker raha hai. Sehwag ko MAYUR pehnao, Sachin ko PEPSI pilao, Dhoni ko BRYLCREEM lagwao, Dravid me CASTROL bharwao, lekin besharmo se cricket mat khilwao. no visits... no calls.. no sms's... no letters... no missed calls.. I'm worried... kya hua zoo waalon ne dobara pakad liya kya?
Nishana jo le wo SURVIR,
Phool bankar muskarana zindagi,
Aapke haath me
is jahan se alag duniya mat basana, aaj bas mood me tha to SMS kar diya, par roj intezar me palke mat bichana! Kripya Dhyaan De, . . . . . . Dhyaan dene k liye Shukriya! Geeta mein likha hai? . . . . . . are yaar yahan kya dhund raha hai, maine kaha geeta mein likha hai!! SORRY Dont get confused, arey baba 'SORRY' means S - SOME O - ONE'S R - REALLY, R - REMEMBERING Y - YOU. 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 |