1   2 
1st Sardar: 0ye Agar Neend Na Aye To Kya Kiya Jaye?
2nd Sardar: Neend Ka Intezaar Karne Se Behtar Hai Ki So Hi Jaye.
Sardar- Dr.main Khudko Bhagwan samjhne Laga Hu
Dr: Ye Problem kab Se Hai?
Sardar: Jabse Maine ye Duniya Banai hai.
Sardar- Bachpan me Maa ki baat suni hoti to aaj ye din na dekhna padta.
Judge- Kya kehti thi maa?
Sardar- Kaha na, kabhi baat suni hi nahi..
galti se sardar ji ladies toilet me ghus gaya saare mahilaon unko dekh k khadi ho gayi aur chillane lagi.
Sardar: izzat dil me ho yehi kaafi hai. BAITHO... BAITHO..!!
Sardar was kissing a girl. Ek aadmi dekh raha tha.
Sardar:- Kya dekh raha hain?
Aadmi:- Mera number kab aayega?
Sardar:- Is ladki ke baad.
Sardar got a job in AIRTEL
customer: Hello my AIRTEL sim locked what to do?
Sardar: dont take tention remove AIRTEL sim put BSNL,
thank u for calling.
Bus chali...... Jhatka laga, 1 sardar 1 ladki pe ja gira,
Ladki boli: badtameej kya kar rahe ho.
Sardar bola: Ji punjab UNIVERSITY se B.Com. Kar raha hu..
Sardar: Bhai sahab time kya hua?
Man: Sham k 6 baje hain!
Sardar: Sala, subah se pooch raha hoon,
sab alag alag time bata rahe hain.
Dr. k Band Clinic k aage lambi line thi,
1 sardar bar- bar line me ghusta, log usko pakad k pichhe phenk dete,
sardar- Lage raho saalo, mai bhi clinic nahi kholunga.
Chhota Sardar: Mummy kal raat ko, phir maine bathroom ka darvaja khola toh light apne aap jal gaye.
Mummy: kamine aaj phir tune fridge mein susu ki!
1 truck dusre truck ko rassi s band kar leja raha tha,
ye dekh kar 1 sardar hass hass k kehne laga 1 Rassi ko le jaane k liye do do truck!
Train ruki to ek aadmi ne khidki k pass baithe sardar se pucha- kaun sa Station hai?
sardar bahar dekh kar kuch der soch kar bola- "Railway Station"
interviewer: where r u born,
Sardar: punjab
Interviewer : which part?
Sardar: kya which part whole body was born in punjab.
a man asked sardarji, why Manmohan singh goes walking at evening not in the morning.
Sardarji replied "arey bhai Manmohan is PM not AM
Sardar to Girlfriend- Darling main tum se shaadi nahi kar sakta gharwale mana kar rahe hai.
Girlfriend- Tumhare ghar me kaun kaun hai.
Sardar- 1 biwi aur 3 bachche...
Sardar in a row to catch bus. after many ladies got in the bus, he try to get in,
DRIVER- no more, no more.
Sardar- Morni, Morni to chada li, ab hum chadne lage to
No mor.
Interviewer: what is your birth date? Sardar: 14th October Which year?
Sardar: Oye ullu k pathe EVERY YEAR
Dr. Sahab Plastic Surgery karwane me kitna kharcha aayega
Dr.- 5 lakh
Sardar: agar 'Plastic' hum de to.
Ek sardar ki maa ki tabiyat kharab thi,
Jb hospital le gaye to
dr. bola - in ka test hoga.
Srdar bola-
in ki umar zyada he
test nahi one day ya 20-20 karva do.
Sardar- mujhe apki beti se shadi karni hai,
Boss- teri income to us k toilet paper bhi afford nahi
kar sakti,
sardar: acha! itni potti karti hai to phir rahne do.
In an interview Interviewer: How does an electric motor run?
Sardar: dhurrrrrrrrr
Interviewer shouts: stop it
Sardar: dhurr dhup dup dup dup!
Nurse- mubarak ho apke ghar beta paida huwa hai,
sardar- wah g wah kya technology hai,
Biwi meri hospital me hai, aur bachcha ghar paida huwa hai.
Sardar ki Girlfriend ne usko sms bheja "I Miss U"
Socho Sardar Ne Kya Reply Diya hoga?

Socho?

SochO

"I Mr. U"
Sardar : kal jo shampoo liya tha uske saath wala free gift do.
shopkeeper : uske saath koi free gift nahi hai,
sardar : mujhe bevakuff mat samjo us par likha hai "DANDRUFF FREE"
1 Sardar ko 1 machar preshan kar raha tha, tang aakar wo bed k niche so gaya, tabhi vaha 1 jugnu aa gaya, Sardar bola kamina ab torch leker dhund raha hai.

Ek sardar sukhi nadi me boat chala raha tha.
2nd sardar- aise sardaro ne hi hamara naam kharab kar rakha hai. agar mujhe tairna aata to wahi jake maarta sale ko !

  1   2
 
Make a Free Website with Yola.